Danish — Islamabad
★
★
★
★
★
Pehli bottle try ki thi, khanay ke baad jo heaviness hoti thi wo ab kam feel hoti hai
11-08-2026
Hina — Rawalpindi
★
★
★
★
★
مجھے رات کو سونے سے پہلے بہت سوچیں آتی تھیں۔ اب کافی آرام محسوس ہوتا ہے، نیند بھی پہلے سے بہتر لگتی ہے
27-04-2026
Waqas — Karachi
★
★
★
★
★
Height aur bones ki nutrition ke liye beta ke liye mangwayi thi. Taste kaafi acha hai, bachay ne khud kha li.
23-06-2026
Ahmed — Rawalpindi
★
★
★
★
★
Bhai bachay ke liye li thi, sab se achi baat ye hai ke tablet chew kar leta hai. Normal tablets ki tarah zabardasti nahi karni parti
27-09-2025
Farah — Lahore
★
★
★
★
★
Ammi ke liye mangwayi thi. Unko sugar ka masla hai aur herbal cheez try karni thi, is liye Diab-Ex li.
12-11-2025
Hamza — Faisalabad
★
★
★
★
★
Bohat zyada gas ban rahi thi aur hazma bhi kharab rehta tha. DigEx use kiya to kaafi better laga
15-02-2026
Hina — Lahore
★
★
★
★
★
میں نے ابو کے لیے منگوایا تھا، ان کو کھانے کے بعد بھاری پن رہتا تھا۔ استعمال کر کے کہتے ہیں اب بہتر ہے۔
12-06-2026
Waqas — Karachi
★
★
★
★
★
Pehle powder use kiya tha, ab tablets try ki hain. Mere liye tablet zyada easy hain
08-09-2026
Waqas — Faisalabad
★
★
★
★
★
Bhai focus ka masla tha, kaam pe betho to dimagh idhar udhar chala jata tha. Ab kuch better lag raha hai
16-08-2026
Huma — Lahore
★
★
★
★
★
Beta tablets khane mein bohat nakhre karta tha, ye orange wali khud mangta hai 😄 Taste usko bohat pasand hai
19-08-2026
Usman — Faisalabad
★
★
★
★
☆
کافی دن سے بھوک بھی کم تھی اور کھانے کے بعد طبیعت بھاری رہتی تھی۔ LivRex استعمال کیا، اب بہتر لگ رہا ہے
19-03-2026
Salman — Faisalabad
★
★
★
★
★
2 haftay se le raha hun, kaafi theek lag rahi hai. Dobara bhi mangwaunga
17-07-2026
Hamza — Lahore
★
★
★
★
☆
Pehle har waqt ajeeb si tension rehti thi. Abhi kuch time se Neor-Ex le raha hun, mujhe personally acha laga
18-06-2026
Saad — Islamabad
★
★
★
★
★
Gym se pehle aur diet ka bhi khayal rakhta hun. FatBurn tablets achi hain, side effects ka koi masla nahi
16-05-2026
Rizwan — Rawalpindi
★
★
★
★
★
Pehli dafa try kiya tha, sach bolun to result acha laga. Paisay zaya nahi huay.
25-09-2025
Usman — Faisalabad
★
★
★
★
★
مجھے بار بار پیشاب کی حاجت ہو رہی تھی، اس لیے یہ منگوایا۔ استعمال کے بعد کافی بہتر محسوس ہوا۔
14-09-2025
Salman — Rawalpindi
★
★
★
★
★
Yaar acidity aur gas ki wajah se bara tang tha. Ye syrup liya, mujhe to kaafi suit kar gaya
13-08-2026
Hamza — Islamabad
★
★
★
★
☆
Bhai simple sa sachet hai, pani mein mix karo aur pee lo. Mujhe kaafi relief mila
22-07-2026
Waqas — Lahore
★
★
★
★
★
Bhai simple syrup hai aur taste bhi theek hai. Mujhe liver ki heaviness mein farq laga.
13-07-2026
Bilal — Islamabad
★
★
★
★
★
Packaging proper thi aur tablets bhi sealed mili. Use karne mein koi problem nahi hui
30-08-2025
Waqas — Lahore
★
★
★
★
★
Bhai pait phoola phoola rehta tha, especially khanay ke baad. DigEx se mujhe farq feel hua
30-07-2026
Komal — Karachi
★
★
★
★
☆
Pehli dafa mangwaya tha, abhi use kar raha hun. Mujhe to acha laga
12-05-2026
Bilal A. — Karachi
★
★
★
★
☆
Second time order kiya hai. Packaging achi aur product sealed receive hua. Overall good experience
—
Waqas A. — Karachi
★
★
★
★
★
Bhai maine 1 bottle mangwayi thi, kaafi acha laga. Abhi doosri bhi mangwa li hai
16-04-2026
Hamza — Karachi
★
★
★
★
★
Milk mein mix karta hun, lumps bhi zyada nahi bante. Vanilla flavour decent hai
19-08-2026
Usman — Islamabad
★
★
★
★
★
Gym aur diet ke sath use kar raha hun. Flavour acha hai aur powder bhi easily dissolve ho jata hai
11-07-2026
Farhan — Faisalabad
★
★
★
★
★
Delivery time pe mil gai aur packing bhi proper thi. Syrup regular use kar raha hun, abhi tak satisfied hun
06-04-2026
Ayesha — Lahore
★
★
★
★
★
Orange flavour honestly acha hai, zyada ajeeb taste nahi. Roz subah pani mein mix karke leti hun
13-12-2025
Muhammad Asif — Lahore
★
★
★
★
☆
Cardifit kaafi acha laga. Kuch din use karne ke baad overall body mein halka aur better feel hua
02-05-2025
Ahmed R. — Lahore
★
★
★
★
★
“Seena heavy rehta tha aur balgham bhi tha, Breath-Ex use kiya to kaafi better feel hua. Taste bhi theek hai.”
21-10-2025
Maria — Faisalabad
★
★
★
★
★
Dry fruits wala formula dekh kar order kiya tha. Taste acha hai aur daily routine mein easily use ho raha hai
17-08-2025
Hina — Karachi
★
★
★
★
★
Morning mein Pani mein mix karna easy hai aur taste bhi acha ha
21-05-2026
Usman — Gujranwala
★
★
★
☆
☆
Doctor ki medicines ke sath use kia Overall mujhe acha laga
15-06-2025
Muhammad Usman — Karachi
★
★
★
★
★
Honestly mujhe itni expectation nahi thi lekin use karne ke baad breathing mein kaafi comfort feel hua. Good product
14-08-2025
Sana — Lahore
★
★
★
★
★
Abu ke liye order kiya tha. Unko syrup suit kiya aur woh khud bhi kehte hain ke use karne ke baad better feel hota hai
19-03-2026